जायके में कड़वा है
वरना सच का कोई जवाब नहीं..
Charcha ka daur hai...aage badhte rahiye...na Ram ne masjid todi na kabhi khuda ne mandir toda....ye dakosale sirf insaano k paas hain..
इन फिरकापरस्तों से पूछो क्या सूरज अलग बनाओगे?
एक हवा में साँस है सबकी, क्या हवा भी नयी लाओगे?
Main samjhta hu 60-65 saalon me congress ne kyun nahi kiya ya kar nahi paayi jo aaj sirf roti aur vote ki baat karti hai..hum aam aadmin 80-100 Rs pyaaj kha rahe hain....usi adurdarshita ka parinaam hai....Rahi baat modi ki ...to inko bhi mauka de k dekh lete hain..inka bhi apne puraane saathiyon jaisa haal hoga ya congress jaisa ...ya kuchh kar payenge.....dekhna baaki hai.....Rahul baba ko roti ki yaad sirf chunavo me aati hai...unko hum kai naamo se jante hai FB par aur sarvjanik mancho par....lagta to yahi hai ki yuvraaj se namo hi thik hai vartmaan paripekshya me......yuvraaj to sirf apni chamcho k wajah se hain...kabhi unko nahi suna kisi khaas problem ka jawaab dete hue...
हमको मालूम है जन्नत की हकीकत लेकिन..
दिल के बहलाने को, ग़ालिब ख्याल अच्छा है.
No comments:
Post a Comment